Monday, June 11, 2007

Shayari

Baadlon ke darmiyaan kuch aisi saajish hui,
Mera ghar mitti ka tha, mere hi ghar barish hui.
Usko bhi zid hai bijliyan girane ki,
Aur hamein bhi zid hai wahin aashiyan banane ki.

1 comment:

  1. this one rocks sir!! imagine...rocking shayari!! a new term i've coined!! prob this will kick start a new genre of shayariz!! ;)

    ReplyDelete