Here are the complete lyrics of Beedi from Omkara. A very rustic song, as I noticed earlier too. There is one place I could not catch the word. That is marked as "????????". Such an occurrence is likely to become a mondegreen.
Na Gilaf Na Lihaf,
Na Gilaf Na Lihaf,
Thandi Hawa Bhi Khilaf Sassurrree,
Na Gilaf Na Lihaf,
Thandi Hawa Bhi Khilaf Sassurrree,
Ho Itti Sardi Hai Kisi Ka Lihaf Le Layeele
Ja Padosi Ke Chulhe Se Aag Layeele,
Bidi Jalaeele Jigar Se, Jigar Maan Mein Badee Aag Hai,
Bidi Jalaeele Jigar Se, Jigar Maan Mein Badee Aag Hai
Dhun Na Nikalio Lab Se Piya, Je Duniya Badi Ghag Hai
Bidi Jalaeele Jigar Se, Jigar Maan Mein Badee Aag Hai
Na Gilaf Na Lihaf,
Thandi Hawa Bhi Khilaf Sassurrree,
Ho Itti Sardi Hai Kisi Ka Lihaf Le Layeele
Ja Padosi Ke Chulhe Se Aag Layeele,
Na Kasoor Na Fatoor,
Na Kasoor Na Fatoor,
Bina Jurram Ke Hazoor Mar Gayee Ho Mar Gayee
Ho Aise Ik Din Dupahari Bulaye Liyo Re
Baandh Ghungroo Kachahari Lagaye Liyo Re
Bulaye Liyo Re, Bulaye Liyo Re, Dupahari
Lagaye Liyo Re, Lagaye Liyo Re, Kachahari
Angeethi Jalayee Le Re, Jigar Se Piya, Jigar Maan Mein Badee Aag Hai
Angeethi Jalayee Le Re Jigar Se Piya, Jigar Maan Mein Badee Aag Hai
Ho Na Toh Chakkuon Ki Dhaar, Na Daranti Na Katar,
Na Toh Chaakuon Ki Dhaar, Na Daranti Na Katar,
Aisa Kaate Ke Daant Ka Nisan Ka Chhod De,
Ke Katai Toh Koi Bhi Kisan Chhod De,
Ho Aise Jaalim Ka Chhod De Makaan Chhod De Re Billo,
Jaalim Ka Chhod De Makaan Chhod De,
Re Aise Jaalim Ka Ho Aise Jaalim Ka
Aise Jaalim Ka Chhod De Makan Chhod De,
Na Bulaya Na Bataya
Na Bulaya Na Bataya
Mhane Neend Se Jagaya Hai Re,
Aisa ???????? Lihaf Mein Naseeb Aa Gaya
Woh Elaichi Khilai Ke Kareeb Aa Gaya
Koyla Jalai Le
Jigar Se Piya
Jigar Maa Badi Aag Hai
Ho Itti Sardi Hai Kisi Ka Lihaf Le Layeele
O Jaa Padosi O Jaa Padosi
Jaa Jaa Padosi O Jaa Padosi Ke
Chulhe Se Aag Layeele
Eik Sapna
-
Found em....the only words which could describe my state of mind right
now...
Btw, if for any reason this song is new to you...correct your mistake right
...
16 years ago
chauke
ReplyDelete???? = aisa chaunkail haath mein naseeb aa gaya
ReplyDelete